Skip to main content

Posts

Showing posts from May, 2020
Kuch adhuri khawaishe hai, jo adhuri hi rehni chaiye Dil tuta hai mera tuta hi Rehna chahiye Hn Maan Liya main sahi nahi Par main itna bhi bura nahi Hn Ziddi hu thoda, pr Ziddi hona koi gunah nhi Main kabhi maangta nhi kuch tumse, pr iska Matlab yeh nahi kuch chahiye nhi mujhe Main kabhi kuch kehta nhi tumse, iska matlab yeh nhi ki takleef hoti nhi mujhe Tum Bina kahe mere dardo Ko samaj Liya karo na Tum kabhi mere saath chain se baitho na Tum Bina kahe meri kamoshi Ko Suna na Tum kabhi mere haato Ko thaam Dil ki baatein kaho na Haa kuch galat Kiya nhi maine fir bhi saza mujhe mili Ek gujarish hai meri, ab toh saza khatm karo na Itna bura nhi hu main, kabhi toh mujhse Milo na                                          -- Jaani[ Prince ]