Kyun anjan si hai ye zindagi
kuch gumnam si to kuch khafa khafa
kuch udas si
kuch bhayanak bilkul jaise khaufnak
chhuti hui aankhon ki nami
jaise kuch dardnak si
kyun anjan si hai ye zindagi
Jeene ki aarzoo to zehen me thi
Thi tamanaye bhi anek
par hume gam bhi hua uske lavzo ka
jisne alfazo ka matlab hi na samjha
kyun anjan si hai ye zindagi
Chahat to bas ek mulakat ki hi thi
hausla chand lavzo ka hi tha
par aise choor hua mere sapno ka chaman
jaise chhin gaye ho kisi parindey se uske hi par
Kyun anjan si hai ye zindagi
Man me toofan tha
bawandar mera aasman tha
Nahi, hila nahi hai zameer mera
bas dil toota kanch saman
kashmkash me tha mera iman
Kyun anjan si hai ye zindagi
kuch gumnam si to
kuch khafa khafa....
kuch gumnam si to kuch khafa khafa
kuch udas si
kuch bhayanak bilkul jaise khaufnak
chhuti hui aankhon ki nami
jaise kuch dardnak si
kyun anjan si hai ye zindagi
Jeene ki aarzoo to zehen me thi
Thi tamanaye bhi anek
par hume gam bhi hua uske lavzo ka
jisne alfazo ka matlab hi na samjha
kyun anjan si hai ye zindagi
Chahat to bas ek mulakat ki hi thi
hausla chand lavzo ka hi tha
par aise choor hua mere sapno ka chaman
jaise chhin gaye ho kisi parindey se uske hi par
Kyun anjan si hai ye zindagi
Man me toofan tha
bawandar mera aasman tha
Nahi, hila nahi hai zameer mera
bas dil toota kanch saman
kashmkash me tha mera iman
Kyun anjan si hai ye zindagi
kuch gumnam si to
kuch khafa khafa....
Bhai fab π π
ReplyDeleteFantabulous
ReplyDeleteWell tried ,mah childππΏππΏππΏ
ReplyDeletethanks
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteKatai zeher boi ππ
ReplyDelete